Ik wohi shakss . . .

Ik wohi shakss mujhe yaad raha,

Jiss ko samjha tha bhool jaonga . . .

 bewafa pics

Tum Na Tauba Karo . . .

Tum na tauba karo jafaaon se,

Hum wafaaon se tauba karte hain . . .

wafa pics

Mohabbat Jab Sakoon-e-Zindagi . . .

Mohabbat jab sakoon-e-zindagi barbaad karti hai,

To labb khamosh rehte hain, nazar fariyad karti hai . . .

eyes pics

Gham Ki Tashreh . . .

Gham ki tashreh bahot mushkil hai,

Apni tasveer dikha di hum ne . . .

sad